मुझे इजाजत ना थी ( mujhe Ijazat na thi)
गम तो आंखों को पार करने को बेताब थे ,पर आंसुओं को छलकने की इजाजत ना थी।
टुकड़े तो वह कई कर गए इस दिल के वो, पर धड़कनों को बिखरने की इजाजत ना थी।
टूटे ख्वाब तो कई सैलाब ले आए , पर मुझे डूब जाने की इजाजत ना थी।
फासले बढ़ते गए, तू दूर होता गया, पर तुझे आवाज देने कि मुझे इजाजत ना थी
हाथों की लकीरों में ढूंढा तुझे बहुत , पर शायद तकदीर को हराने की इजाजत ना थी।
रूह तो कब का ले गया तू साथ अपने, पर मेरे जिस्म को मरने की इजाजत ना थी।
यूं तो टूटे थे मेरे अरमां बड़ी जोर से, पर उस शोर को भी गूंज जाने की इजाजत ना थी।
Gam to aankhon ko paar karne ko betab the per aansuon ko chalakne ki Ijazat Na thi.
Tukde to hazaaro Kar Gaye is Dil ke vo,par dhadkano ko bhikarne ki ijaajat na thi.
Tute khwab To Kai sailaab le Aaye per mujhe doob jaane ki ijaajat Na thi
fasle badhate Gaye , Tu duur hota Gaya
per tujhe awaaz Dene ki Ijazat Na thi
Hathon ki lakiron mein main dhundha tujhe a bahut, per shayad takdeer ko haraane ki Ijazat Na thi.
Rooh to kab ka le Gaya Tu sath Apne, per mere Jism ko marne ki ijaajat Na thi
Bewafai to khoob Mili ishq mein , par tujhe bhul jaane ki mujhe Ijazat Na thi

बेवफाई तो खूब मिली इस इश्क में, पर तुझे भूल जाने की मुझे इजाजत ना थी
Gam to aankhon ko paar karne ko betab the per aansuon ko chalakne ki Ijazat Na thi.
Tukde to hazaaro Kar Gaye is Dil ke vo,par dhadkano ko bhikarne ki ijaajat na thi.
Tute khwab To Kai sailaab le Aaye per mujhe doob jaane ki ijaajat Na thi
fasle badhate Gaye , Tu duur hota Gaya
per tujhe awaaz Dene ki Ijazat Na thi
Hathon ki lakiron mein main dhundha tujhe a bahut, per shayad takdeer ko haraane ki Ijazat Na thi.
Rooh to kab ka le Gaya Tu sath Apne, per mere Jism ko marne ki ijaajat Na thi
Yu to tute the armaan mere badi jor se, per use shor ko bhi goonj jaane ki ijaazat Na thi
Bewafai to khoob Mili ishq mein , par tujhe bhul jaane ki mujhe Ijazat Na thi
Gazab likha h
ReplyDeleteThanks
ReplyDelete